Thursday, 4 August 2011

Tujhe bhula diya.......writing after a long time !! ---DAN 

>tune--(teri yaado me likhe jo...)



Kehna Paaye Hum Yeh Tumse Hum Deewane Hain Tumhare..
Phir Bhi Hurdum Yeh Duaaien Dil Se Nikle Hai Humare..Khuda..

Khuda Usko Khush-haal Rakhna...

Khuda Uska Khayaal Rakhna...

Khuda Use MilJaye WOH Jise Usne Chaahaa... !!!



tune--(do pal tujhse juda tha...)

 Khwaabo Main Pehraa Tha..Yaado Main Tera Chehraa Tha..

Tujhko Bhulaya Maine..Dil Se Mitaya Maine..Karke Hauslaa...



Tujhse Rakhenge Na Waasta..Judaa Hai Apna Raasta..

Aakhon Se Behte Ashq Bhi Ab dete Hain Sada....

Tujhe Bhula Diyaaa.....Tujhe Bhula Diyaaa.....

No comments:

Post a Comment